Sufinama
Daya Bai's Photo'

Daya Bai

Dehra, India

Dohe of Daya Bai

4
Favorite

SORT BY

girdhar govind gopdhar garuḌadhvaj gopāl

gobardhan shrīgadādhar gaj-tāran grah-sāl

girdhar gowind gopdhar garuDadhwaj gopal

gobardhan shrigadadhar gaj-taran grah-sal

bando shrī sukdev sab bidhi kaaro sahāy

haro sakal jag aapdā prem-sudhā ras pyaay

bando shri sukdew ji sab bidhi karo sahay

haro sakal jag aapda prem-sudha ras pyay

'dayā' prem unamatt je tan tani sudhi nāhiñ

jhuke rahaiñ hari ras chhake thake nem barat nāhiñ

'daya' prem unamatt je tan ki tani sudhi nahin

jhuke rahain hari ras chhake thake nem barat nahin

taat maat tumhre gaye tum bhī bhaye tayār

aaj kālah meñ tum chalau 'dayā' hohu husiyār

tat mat tumhre gaye tum bhi bhaye tayar

aaj kalah mein tum chalau 'daya' hohu husiyar

nihkalañk narasindh niranjan alakh abhev

nirākār nirbhaya magan nārāyan nit-dev

nihkalank narasindh ju niranjan alakh abhew

nirakar nirbhaya magan narayan nit-dew

deh dharauñ sansār meñ tero kahi sab koy

hāñsī hoye tau torihī merī kachhū na hoai

deh dharaun sansar mein tero kahi sab koy

hansi hoye tau torihi meri kachhu na hoai

laakh chuuk sut se parai so kachhu taji nahi deh

posh chuchuk le god meñ din din dūnoñ neh

lakh chuk sut se parai so kachhu taji nahi deh

posh chuchuk le god mein din din dunon neh

bhavjal nadī bhayāvanī kis bidhi utrūñ paar

sāhib merī araj hai suniye bārambār

bhawjal nadi bhayawani kis bidhi utrun par

sahib meri araj hai suniye barambar

'dayā' naav hari naam satguru khevanhār

sādhū jan ke sañg mili tirat na lāgai baar

'daya' naw hari nam ki satguru khewanhaar

sadhu jan ke sang mili tirat na lagai bar

puujā archan bandagī nahiñ sumirān nahiñ dhyān

parbhu-jī ab rākhe bane birda baane kaan

puja archan bandagi nahin sumiran nahin dhyan

parbhu-ji ab rakhe bane birda bane ki kan

kab ko Terat diin bho sunau na naath pukār

sarvan ūñchau suno birda diyo bisār

kab ko Terat din bho sunau na nath pukar

ki sarwan unchau suno ki birda diyo bisar

nahi sanjam nahi sādhnā nahi tīrath barat daan

maat bharose rahat hai jayoñ bālak nādān

nahi sanjam nahi sadhna nahi tirath barat dan

mat bharose rahat hai jayon baalak nadan

Thag paapī kapTī kuTil ye lachchhan mohiñ māhiñ

jaiso taiso ter aru kaahū ko nāhiñ

Thag papi kapTi kuTil ye lachchhan mohin mahin

jaiso taiso ter hi aru kahu ko nahin

hāthī buuḌo suuñD loñ jab hiiñ karī pukār

grāhateñ aan chhuḌā.iyā lagī na ranchak baar

hathi buDo sunD lon jab hin kari pukar

grahaten aan chhuDaiya lagi na ranchak bar

ber ber chūkat gayoñ dījai gusā bisār

miharbān hoi rāvre merī or nihār

ber ber chukat gayon dijai gusa bisar

miharban hoi rawre meri or nihaar

ber ber chūkat gayoñ dījai gusā bisār

miharbān hoi rāvre merī or nihār

ber ber chukat gayon dijai gusa bisar

miharban hoi rawre meri or nihaar

hauñ anāth tohiñ biny kari bhay soñ karūñ pukār

'dayādās' tan hare parbhu ab ke paar utaar

haun anath tohin biny kari bhay son karun pukar

'dayaadas' tan hare parbhu ab ke par utar

kis bidhi rījhat hau parbhū kahi Terūñ naath

lahar mehr jab hiiñ karo tab hiiñ houñ sanāth

kis bidhi rijhat hau parbhu ka kahi Terun nath

lahar mehr jab hin karo tab hin houn sanath

jaise sūraj ke uday sakal timir nas jaay

mehr tumhārī he prabhu kyuuñ agyān rahāy

jaise suraj ke uday sakal timir nas jay

mehr tumhaari he prabhu kyun agyan rahay

karm ruup dariyāv se lījaiy mohiñ bachāy

charan kamal tar rākhiye mehr jahaj chaḌhā.e

karm rup dariyaw se lijaiy mohin bachay

charan kamal tar rakhiye mehr jahaj chaDhae

vinay malika - bhaymochan arū sarbamay byāpak achal akhanD

dayāsindhu bhagvānju tākai siv barhamanD

winay malika - bhaymochan aru sarbamay byapak achal akhanD

dayasindhu bhagwanju takai siw barhamanD

bhaa.ī bandhū kuTumb sab bhaye ikaTThe aay

dinā pāñch ko khel hai 'dayā' kaal garsai jaay

bhai bandhu kuTumb sab bhaye ikaTThe aay

dina panch ko khel hai 'daya' kal garsai jay

dayā diin par karat ho so kimi lekhī jaahi

bed bird bolat phirai tiin lok ke māhiñ

daya din par karat ho so kimi lekhi jahi

bed bird bolat phirai tin lok ke mahin

Ter sunī parhalād narsinh ho bani aay

hirnākus ko maari kai jan ko liin bachāy

Ter suni parhalad ki narsinh ho bani aay

hirnakus ko mari kai jan ko lin bachay

jo nahiñ adham udhārno tau nahiñ gahte pheñT

birda paij samhāri lo sakal chuuk ko meT

jo nahin adham udhaarno tau nahin gahte phenT

birda ki paij samhaari lo sakal chuk ko meT

jo mere karman lakho tau nahi hot ubaar

'dayādās' par dayā kari dījai chuuk bisār

jo mere karman lakho tau nahi hot ubar

'dayaadas' par daya kari dijai chuk bisar

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now