Sufinama

paD gai kya luT yarab gulshan-e-ijad mein

Ameer Minai

paD gai kya luT yarab gulshan-e-ijad mein

Ameer Minai

MORE BYAmeer Minai

    paḌ ga.ī kyā luuT yārab gulshan-e-ījād meñ

    dast-e-gul-chīñ meñ hai gul bulbul kaf-e-saiyād meñ

    vipr apne kahāñ is gulshan ījād meñ

    ye maza aage na thā bulbul tirī faryād meñ

    dekh kar tasvīr shīrīñ ne ye hasrat se

    kyā vāraftagī hai sūrat farhād meñ

    meñ ġhāfil nahii. is se sanam bhī ek

    bin ga.e haiñ sab ḳhudā yaad meñ

    par mare TuuTe hue uḌ jaa.eñ sab so.e

    ke haal dil hamārā kyā kisī dil

    gayā hai sozish dil se asar faryād meñ

    banvāne mutlaq nahii. hai

    tasvīr ghar hai dil bahzād meñ

    ḳhushiyāñ kaaro aa.ī hai ghar baiThe

    kyā niklā gir lab mansūr se

    use az ḳhud farāmoshī ḳhudā yaad meñ

    qismat kaT ga.ī qaid qafas meñ apnī

    se pahle thā mādūm apnā jism

    is qadar taḌpā na mujh ko zer teġh

    ga.e tum daam meñ ham gesū sayyād meñ

    bhī aa.eñ jalne ko parvānoñ ke

    gul hai charāġh ḳhāna sayyād meñ

    ek din barbād hogā tund baad marg se

    ham haiñ in yaad meñ vo haiñ hamārī yaad meñ

    paD gai kya luT yarab gulshan-e-ijad mein

    dast-e-gul-chin mein hai gul bulbul kaf-e-saiyaad mein

    wipr apne kahan is gulshan ijad mein

    ye maza aage na tha bulbul teri faryaad mein

    dekh kar taswir shirin ne ye hasrat se

    kya waraftagi hai surat farhad mein

    mein ghafil nahi is se sanam bhi ek

    bin gae hain sab KHuda ki yaad mein

    par mare TuTe hue uD jaen sab soe

    ke haal dil hamara kya kisi ka dil

    gaya hai sozish dil se asar faryaad mein

    banwane ki mutlaq nahi hai

    ki taswir ka ghar hai dil bahzad mein

    KHushiyan karo aai hai ghar baiThe

    kya nikla gir lab mansur se

    use az KHud faramoshi KHuda ki yaad mein

    qismat kaT gai qaid qafas mein apni

    se pahle hi tha madum apna jism

    is qadar taDpa na mujh ko zer tegh

    gae tum dam mein hum gesu sayyaad mein

    bhi aaen gi jalne ko parwanon ke

    gul hai charagh KHana sayyaad mein

    ek din barbaad hoga tund baad marg se

    hum hain in ki yaad mein wo hain hamari yaad mein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now