Sufinama

mora manwa lag gailo pyare son

Shah Kazim Qalandar

mora manwa lag gailo pyare son

Shah Kazim Qalandar

MORE BYShah Kazim Qalandar

    morā manvā laag gailo pyāre soñ

    ab ghar mosūñ rahilo jaai

    jag se nikasat mohinī chhavī vo

    dekhat jiih meñ ga.ī samā.ae

    man kuuñ hai sukh vaahī ke dekhe

    ghar khīkī rahe balāy

    ko.ū hasai ko.ū kahat bāvrī

    na kaahū jaane haa.e

    sudh kab rahat mohan ke dekhat

    chit kahāñ Thahrat aañkh lagāy

    'kāzim' tum bin ko ye jaane

    bithā hamārī banāy banāy

    mora manwa lag gailo pyare son

    ab ghar mosun rahilo na jai

    jag se nikasat mohini chhawi wo

    dekhat jih mein gai samaae

    man kun hai sukh wahi ke dekhe

    ghar ma khiki rahe balay

    kou hasai kou kahat bawri

    ji ki na kahu jaane hae

    sudh kab rahat mohan ke dekhat

    chit kahan Thahrat aankh lagay

    'kazim' tum bin ko ye jaane

    bitha hamari banay banay

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now