Sufinama

KHudaa.ii fauj ke saalaar taaj-uddiin baabaa hai.n

Zaheen Shah Taji

MORE BYZaheen Shah Taji

    Interesting Fact

    منقبت درشان حضرت بابا تاج الدین ناگوری (ناگور۔راجستھان)

    KHudaa.ii fauj ke saalaar taaj-uddiin baabaa hai.n

    KHudaa kii aaKHirii talvaar taaj-uddiin baabaa hai.n

    mai-e-tauhiid se sarshaar taaj-uddiin baabaa hai.n

    yahaa.n kHamr-o-kHum-o-kHammaar taaj-uddiin baabaa hai.n

    haqiiqat me.n ye sajdo.n kii haqiiqat hai ye ka.aba kii

    KHud apne saamne sarkaar taaj-uddiin baabaa hai.n

    jahaa.n sarkaar taaj-uddiin baabaa hai.n nahii. ko.ii

    jahaa.n ham hai.n vahii.n sarkaar taaj-uddiin baabaa hai.n

    haqiiqat samma-vajhul-lahi kii hai munkashif ham par

    jidhar mu.nh kiijiye sarkaar taaj-uddiin baabaa hai.n

    unhii.n ke muKHtalif naamo.n se hai dair-o-haram zinda

    mataa'-e-kaafir-o-dii.ndaar taaj-uddiin baabaa hai.n

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now