Sufinama

aa.o rii sakhiyo sab mil-jul ke

Shah Turab Ali Qalandar

aa.o rii sakhiyo sab mil-jul ke

Shah Turab Ali Qalandar

MORE BYShah Turab Ali Qalandar

    aa.o rii sakhiyo sab mil-jul ke

    naye naye ra.ng sau basan ra.ngaavan

    na.ii hai bahaar na.ii rut laagii

    na.ii na.ii chhavi so piyaa ko rijhaavan

    ab ke basant piyaa agmai su

    aay hai.n phaag suhaag rachaavan

    bha.ii hai 'turaab' piyaa kii kirpaa

    kaise na horii kii dhuum machaavan

    aa.o rii sakhiyo sab mil-jul ke

    naye naye ra.ng sau basan ra.ngaavan

    na.ii hai bahaar na.ii rut laagii

    na.ii na.ii chhavi so piyaa ko rijhaavan

    ab ke basant piyaa agmai su

    aay hai.n phaag suhaag rachaavan

    bha.ii hai 'turaab' piyaa kii kirpaa

    kaise na horii kii dhuum machaavan

    Source :
    • Book : Amrit Ras (Pg. 2)
    • Author : Shah Turab Ali Qalandar Kakorvi
    • Publication : Nami Press, Lucknow (1958)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now