SEARCH RESULTS
Showing search results for "हसरत-ए-दीदार"
SHER MATCHES FOR "हसरत-ए-दीदार"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
mahakne ko gul-e-mohabbat dil me.n hai apnekhaTakne ko hai KHaar-e-hasrat-e-diidaar aa.nkho.n me.n
Kaifi Hyderabadi
sher
usii ko kaamyaab-e-diid kahte hai.n nazar vaalevo aashiq jo halaak-e-hasrat-e-diidaar ho jaa.e
Afqar Mohani
sher
qayaamat aa chukii diidaar-e-haq hu.aa sab koham ab talak bhii tiraa intizaar rakhte hai.n
Ehsanullah Khan Bayan
sher
Chaudhary Dallu Ram
sher
Hasrat Mohani
sher
Kausar Khairabadi
sher
us bulbul-e-asiir kii hasrat pe daaG huu.nmar hii ga.ii qafas me.n sunii jab sadaa-e-gul
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se
Bedam Shah Warsi
sher
Muztar Khairabadi
sher
aarzuu hasrat tamannaa mudda.aa ko.ii nahii.njab se tum ho mere dil me.n duusraa ko.ii nahii.n
Purnam Allahabadi
sher
aa.iina ru ke saamne ham ban ke aa.iinahairaaniyo.n ka ek tmasha karen.ge ham
Maulana Abdul Qadeer Hasrat
sher
ab to mai.n raahrauv mulk-e-adam hotaa huu.ntiraa har haal me.n haafiz hai KHudaa mere bad
Maulana Abdul Qadeer Hasrat
sher
tire karam kaa sazaa-vaar to nahii.n 'hasrat'ab aage terii KHushii hai sarfaraaz kare