SEARCH RESULTS
Showing search results for "azmat-e-qalam"
SHER MATCHES FOR "azmat-e-qalam"
sher
mujh se lage hai.n ishq kii azmat ko chaar chaa.ndKHud husn ko gavaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
sher
sunaa hai ham ne bahut kuchh kaliim ke mu.nh seham aa.e.n to hame.n aavaaz hii sunaa denaa
Riyaz Khairabadi
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Mir Muhammad Bedar
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se
Bedam Shah Warsi
sher
Ibrahim Aajiz
sher
dekh ai chaman-e-husn tujhe baaG me.n KHandaa.nshabnam nahii.n ye gul pe KHajaalat se araq hai
Mir Muhammad Bedar
sher
Mir Muhammad Bedar
sher
yaad me.n us qad-o-ruKHsaar ke ai Gam-zadagaa.njaa ke Tuk baaG me.n sair-e-gul-o-shamshaad karo
Mir Muhammad Bedar
sher
tujhe bahr-e-Gam se guzar ne ko ai 'shauq'hamaarii Gazal kaa safiina nahii.n hai