SEARCH RESULTS
Showing search results for "شاخ"
Kalaam MATCHES FOR "شاخ"
Kalaam
har shaaKH har shajar se na thaa bijliyo.n ko laaghar shaaKH har shajar pe miraa aashiyaa.n na thaa
Fani Badayuni
Kalaam
shaaKH-e-shamshaad pe qumrii se kaho chhe.De malaarnaunihaalaan-e-gulistaa.n ko sunaa.e ye Gazal
Mohsin Kakorvi
Kalaam
kalii chaTak ke har ek shaaKH se nikaltii haisuraahii phirtii hai mai kii pyaalii chaltii hai
Mahmooda Jaan
Kalaam
sunte hai.n ki mahshar me.n phir jalva-garii hogiikyaa shaaKH-e-tamannaa phir ik baar harii hogii
Bedam Shah Warsi
Kalaam
phuulo.n kaa qaafila hai ki utrii hai ye baraathar shaaKH-e-gul hai paa.nv uruus-e-bahaar kaa
Ameer Minai
Kalaam
u.D gayaa to shaaKH kaa saaraa badan jalne lagaadhuup rakh lii thii parinde ne paro.n ke darmiyaa.n
Basheer Farooqui
Kalaam
ham us ko hii samjhe.nge shaakH-e-shajr-e-ulfatjo aab se sukhegii aatish se harii hogii
Imdad Ali Ulvi
Kalaam
laKHt-e-jigar se hai rag-e-har-KHaar shaaKH-e-gultaa chand baaG-baani-e-sahraa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Kalaam
Ameer Minai
Kalaam
naGma kisii ne saaz par chhe.Daa to ro diyeGuncha kisii ne shaaKH se to.Daa to ro diye
Saghar Siddiqui
Kalaam
Seemab Akbarabadi
Kalaam
Ameer Minai
Kalaam
be-par-o-baal huu.n taaqat nahii.n u.Dne kii sabaaik zaraa shaaKH-e-nasheman ko jhukaa rahne de