Sufinama

kis qadar mahw-e-tamasha ho gaya

Aziz Safipuri

kis qadar mahw-e-tamasha ho gaya

Aziz Safipuri

MORE BYAziz Safipuri

    kis qadar mahv-e-tamāshā ho gayā

    us sūrat maiñ sarāpā ho gayā

    haq samajh kar pūjtā huuñ but ko maiñ

    ka.aba-e-dil ab kalīsā ho gayā

    dekhtā huuñ yaar ko har shakl meñ

    dekhte dekhte kyā ho gayā

    jab se dekhā un ko āñkheñ khul ga.iiñ

    dīda-e-be-nūr biinā ho gayā

    ab nahīñ qaabū meñ aatā dil 'azīz'

    mubtalā ḳhādim 'safī' ho gayā

    kis qadar mahw-e-tamasha ho gaya

    us ki surat main sarapa ho gaya

    haq samajh kar pujta hun but ko main

    kaba-e-dil ab kalisa ho gaya

    dekhta hun yar ko har shakl mein

    dekhte hi dekhte kya ho gaya

    jab se dekha un ko aankhen khul gain

    dida-e-be-nur bina ho gaya

    ab nahin qabu mein aata dil 'aziz'

    mubtala KHadim 'safi' ka ho gaya

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Unknown

    Unknown

    Source :
    • Book : Irfan-e-Azeez Intikhab-e-Kalam-e-Urdu (Pg. 17)
    • Author : Azeez Safipuri
    • Publication : Urdu Department, Aligarh Muslim University
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now