lam-yate naziroka fi nazarin misl-e-tu na shud paida jaana
lam-yate naziroka fi nazarin misl-e-tu na shud paida jaana
Ahmad Raza Khan
MORE BYAhmad Raza Khan
lam-yāte nazīroka fī nazarin misl-e-tū na shud paidā jaanā
jag raaj ko taaj tore sar so hai tujh ko shah-e-dosarā jaanā
al-bahro alā val-maujo taġhā man be-kas-o-tūfāñ hosh-rubā
mañjdhār meñ huuñ bigḌī hai havā morī nayyā paar lagā jaanā
yā-shamso nazarte ilā lailī chū ba-taiba rasī arze ba-kunī
torī jot kī jhal jhal jag maiñ rachī mirī shab ne na din honā jaanā
laka badarun fil-vajahil-ajmal ḳhat-hāla-e-mah zulf abr-e-ajal
tore chandan chandr paro kunDal rahmat kī bharan barsā jaanā
anā fī atashin va-saḳhāka atam ai gesū-e-pāk ai abr-e-karam
barsan haare rim-jhim rim-jhim do buuñd idhar bhī girā jaanā
yā-qāfilatī ziidī ajalak rahame bar hasrat-e-tishna-labak
morā jiyrā laraje darak darak taiba se abhī na sunā jaanā
vāhan-lesuvai.ātin zahabat aañ ahd-e-huzūr-e-bārgah-at
jab yaad aavat mohe kar na parat dardā vah madīna kā jaanā
al-qalbo shiv-vallahum shajūñ dilzār chunāñ jāñ-zer chunūñ
pat apnī bipat maiñ kā se kahauñ merā kaun hai taire sivā jaanā
ar-rūho fidāka fazid harqā yak sho.ala digar barzan ishqā
morā tan man dhan sab phūñk diyā ye jaañ bhī piyāre jalā jaanā
bas ḳhāma-e-ḳhām navā-e-'Razā' na ye tarz mirī na ye rañg mirā
irshād-e-ahibbā nātiq thā nā-chār is raah paḌā jaanā
lam-yate naziroka fi nazarin misl-e-tu na shud paida jaana
jag raj ko taj tore sar so hai tujh ko shah-e-dosara jaana
al-bahro ala wal-maujo tagha man be-kas-o-tufan hosh-ruba
manjdhaar mein hun bigDi hai hawa mori nayya par laga jaana
ya-shamso nazarte ila laili chu ba-taiba rasi arze ba-kuni
tori jot ki jhal jhal jag main rachi meri shab ne na din hona jaana
laka badarun fil-wajahil-ajmal KHat-haala-e-mah zulf abr-e-ajal
tore chandan chandr paro kunDal rahmat ki bharan barsa jaana
ana fi atashin wa-saKHaka atam ai gesu-e-pak ai abr-e-karam
barsan haare rim-jhim rim-jhim do bund idhar bhi gira jaana
ya-qafilati zidi ajalak rahame bar hasrat-e-tishna-labak
mora jiyra laraje darak darak taiba se abhi na suna jaana
wahan-lesuwaiatin zahabat aan ahd-e-huzur-e-bargah-at
jab yaad aawat mohe kar na parat darda wah madina ka jaana
al-qalbo shiw-wallahum shajun dilzar chunan jaan-zer chunun
pat apni bipat main ka se kahaun mera kaun hai taire siwa jaana
ar-ruho fidaka fazid harqa yak shoala digar barzan ishqa
mora tan man dhan sab phunk diya ye jaan bhi piyare jala jaana
bas KHama-e-KHam nawa-e-'Raza' na ye tarz meri na ye rang mera
irshad-e-ahibba natiq tha na-chaar is rah paDa jaana
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.