Sufinama

guru bin aur na jaan man mero kaho

Charandas Ji

guru bin aur na jaan man mero kaho

Charandas Ji

MORE BYCharandas Ji

  gurū bin aur na jaan maan mero kaho

  'charandās' updes bichārat raho

  bed ruup gurū hohiñ ki kathā sunāvahīñ

  panDit ko dhari ruup ki arth batāvahīñ

  kalpabrchchh gurūdev manorath sab sareñ

  kāmdhen gurūdev chhudhā trsnā haraiñ

  gurū ses mahes tohi chetan karin

  gurū barahmā gurū bisnu hoy khālī bharaiñ

  gañgā sam gurū hoy paap sab dhovahīñ

  sūraj sam gurū hoy timir hari levahīñ

  gurū ko kari dhyān naam gurū ko japau

  aapā dījai bheñT pujan gurū thapau

  samarth shrī sukdev kahā mahimā karauñ

  astuti kahī na jaay siis charnan dharauñ

  guru bin aur na jaan man mero kaho

  'charandas' updes bichaarat hi raho

  bed rup guru hohin ki katha sunawahin

  panDit ko dhari rup ki arth batawahin

  kalpabrchchh gurudew manorath sab saren

  kaamdhen gurudew chhudha trsna harain

  guru hi ses mahes tohi chetan karin

  guru barahma guru bisnu hoy khaali bharain

  ganga sam guru hoy pap sab dhowahin

  suraj sam guru hoy timir hari lewahin

  guru hi ko kari dhyan nam guru ko japau

  aapa dijai bhenT pujan guru hi thapau

  samarth shri sukdew kaha mahima karaun

  astuti kahi na jay sis charnan dharaun

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY