Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

na.ii basa.nt kii hai na.ii bahaar

Makhdoom Khadim Safi

na.ii basa.nt kii hai na.ii bahaar

Makhdoom Khadim Safi

na.ii basa.nt kii hai na.ii bahaar

baran-baran ke karihau.n si.ngaar

ik aa.ii mohini bahaar basa.nt

duuje aa.e ga.e hai.n more ka.nt

tiije joban apnaa karihau.n vaar

ab aa.o more saadh-sant

mujh birhan kaa dekho ye panth

sagarii nagar maa.n yahii pukaar

mai.n to sautan se ik guu.ndhuu.n haar

apne piyaa kaa dekhhuu.n si.ngaar

vo to 'KHaadim' safii ke gale dehuu.n Daar

na.ii basa.nt kii hai na.ii bahaar

baran-baran ke karihau.n si.ngaar

ik aa.ii mohini bahaar basa.nt

duuje aa.e ga.e hai.n more ka.nt

tiije joban apnaa karihau.n vaar

ab aa.o more saadh-sant

mujh birhan kaa dekho ye panth

sagarii nagar maa.n yahii pukaar

mai.n to sautan se ik guu.ndhuu.n haar

apne piyaa kaa dekhhuu.n si.ngaar

vo to 'KHaadim' safii ke gale dehuu.n Daar

Source :
  • Book : Asrar-e-Haqiqat (Pg. 39)
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now