khelin basa.nt nabii jii ke ghar me.n
khelin basa.nt nabii jii ke ghar me.n
kaisii ye dhuum machii hai nagar me.n
sab huurii.n mil basa.nt ko gaave.n
naach rahii hai.n Thaarii Dagar me.n
aapii ahad ahmad ban aayaa
samundar phuuT ke niklaa lahar me.n
ambah bore sab ban phuule
phuul rahe ho morii najar me.n
kahat 'KHaadim' apne safii suu.n
har dekho hai har har me.n
khelin basa.nt nabii jii ke ghar me.n
kaisii ye dhuum machii hai nagar me.n
sab huurii.n mil basa.nt ko gaave.n
naach rahii hai.n Thaarii Dagar me.n
aapii ahad ahmad ban aayaa
samundar phuuT ke niklaa lahar me.n
ambah bore sab ban phuule
phuul rahe ho morii najar me.n
kahat 'KHaadim' apne safii suu.n
har dekho hai har har me.n
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.