har-har kare au gur ko dekhe usko milta pyara hai
har-har kare au gur ko dekhe us ko miltā pyārā hai
har-har kare au gur ko dekhe usko miltā pyārā hai
naam niranjan kā madhu piive dhyān kare madhuvārā hai
paak rasūl kā āshiq hove vahī mukkh matvārā hai
alakh lakhe au sab ko meTe us ne gyaan savārā hai
paT bhītar ke chit se khole phir kyā sāhab nyārā hai
kyā hai achraj dekho sādho buuñd meñ samund samāyā hai
jo usko pahchāne mastā vohī guru hamārā hai
har-har kare au gur ko dekhe us ko milta pyara hai
har-har kare au gur ko dekhe usko milta pyara hai
nam niranjan ka madhu piwe dhyan kare madhuwara hai
pak rasul ka aashiq howe wahi mukkh matwara hai
alakh lakhe au sab ko meTe us ne gyan sawara hai
paT bhitar ke chit se khole phir kya sahab nyara hai
kya hai achraj dekho sadho bund mein samund samaya hai
jo usko pahchane masta wohi guru hamara hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.