har-sun kaun kahe mori baatan
har-sūñ kaun kahe morī bātāñ
piit karūñ kah bhāñtāñ
māthe vā ke chandr birāje
mukh phūlan kī bāsāñ
har-sūñ kaun kahe morī bātāñ
sarvan sant baat birhan kī
nain rahat madhumātāñ
man-mohan mohini bhar bhāje
sabad suhāvan āsāñ
har-sūñ kaun kahe morī bātāñ
'amīnuddīn' vāris har raajī
yahī milan kī ghātāñ
har-sūñ kaun kahe morī bātāñ
har-sun kaun kahe mori baatan
pit karun kah bhantan
mathe wa ke chandr biraje
mukh phulan ki basan
har-sun kaun kahe mori baatan
sarwan sant baat birhan ki
nain rahat madhumatan
man-mohan mohini bhar bhaje
sabad suhawan aasan
har-sun kaun kahe mori baatan
'aminuddin' waris har raji
yahi milan ki ghatan
har-sun kaun kahe mori baatan
- Book : Tazkira Shora-e-Warsia (Pg. 239)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.