yasrib ke biraji kartar ke pyare
yasrib ke birājī kartār ke pyāre
apne piyā paas sidhāre
kartār ke pyāre
allāh ke pyāre
Dolat huuñ maiñ Dagar Dagar meñ
kaahū sapnā meñ daras dikhā re
kartār ke pyāre
kalime kī riit jiiv man laagī
jārat hai vo sakunD sarne tumhāre
kartār ke pyāre
'ibrāhīm' tose arj karat hai
kalima kahat hai vo tumre sahāre
kartār ke pyāre
yasrib ke biraji kartar ke pyare
apne piya pas sidhaare
kartar ke pyare
allah ke pyare
Dolat hun main Dagar Dagar mein
kahu sapna mein daras dikha re
kartar ke pyare
kalime ki rit jiw man lagi
jarat hai wo sakunD sarne tumhaare
kartar ke pyare
'ibrahim' tose arj karat hai
kalima kahat hai wo tumre sahaare
kartar ke pyare
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.