Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

sab jag andha main kaise kou sujhaun ri

Makhdoom Khadim Safi

sab jag andha main kaise kou sujhaun ri

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    sab jag andhā maiñ kaise ko.u sujhā.ūñ

    kahīñ nabī milnā kahīñ nabī

    kahīñ paḌ ga.e gorakh-dhañdhā

    rati rati ye joḌin

    chalat ke beriyā bha.e bhikhmañgā

    koī jape maalā koī jape tasbīhī

    hamre to paḌ ga.e prem ke phandā

    kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ

    ham to karat haiñ bahut anandā

    sab jag andha main kaise kou sujhaun ri

    kahin nabi milna kahin nabi ka ji

    kahin paD gae gorakh-dhandha

    rati rati ma ye joDin

    chalat ke beriya bhae bhikhmanga

    koi jape mala koi jape tasbihi

    hamre to paD gae prem ke phanda

    kahat 'KHadim' apne safi sun

    hum to karat hain bahut ananda

    Source :
    • Book : Asrar-e-Haqiqat (Pg. 31)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now