Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

apne man dekho didara

Makhdoom Khadim Safi

apne man dekho didara

Makhdoom Khadim Safi

MORE BYMakhdoom Khadim Safi

    apne maañ dekho dīdārā

    bin gur bhed na paiho hamārā

    khol ke āñkheñ zarā tum dekho

    nā.ib-e-rasūl hai piir hamārā

    bhalā chāho to abhin sūjho

    nāhīñ to paḌihau biich mañjhdhārā

    ajpā jaap karo bhaa.ī morī

    miT jaihaiñ sab dhokā tumhārā

    kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ

    'alī aur nabī hamkā sahārā

    apne man dekho didara

    bin gur bhed na paiho hamara

    khol ke aankhen zara tum dekho

    naib-e-rasul hai pir hamara

    bhala chaho to abhin sujho

    nahin to paDihau bich manjhdhaara

    ajpa jap karo bhai mori

    miT jaihain sab dhoka tumhaara

    kahat 'KHadim' apne safi sun

    'ali aur nabi ka hamka sahaara

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now