bhed ki baat na jaane koi
bhed kī baat na jaane koī
har-har ghaT maañ dekho sāhib bolat
jo būjhe so nirmal hue
saadh suth kī jo saakh na man hai
muuḌ pakaḌ bahut sā ro.e
alakh kartār kī gat hai nyāri
dekh dekh maiñ un par mohe
kahat 'ḳhādim' apne safī suuñ
khul hai bhed jab aapan kho.e
bhed ki baat na jaane koi
har-har ghaT man dekho sahib bolat
jo bujhe so nirmal hue
sadh suth ki jo sakh na man hai
muD pakaD bahut sa roe
alakh kartar ki gat hai nyari
dekh dekh main un par mohe
kahat 'KHadim' apne safi sun
khul hai bhed jab aapan khoe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.