duniya ek musafir-kHana hai pyare na man aTkana
duniyā ek musāfir-kHāna hai pyāre na man aTkānā
sāñja samajh kar aa Thahre haiñ bhor ko hai jaanā
chun-chun maa.ī mahal banāyā log kaheñ ghar merā
na ghar terā na ghar merā chiḌiyā rain-baserā
mat lalchānā dil na lagānā har kā gun gaanā
duniyā ik musāfir-kHāna hai pyāre na man aTkānā
duniya ek musafir-kHana hai pyare na man aTkana
sanja samajh kar aa Thahre hain bhor ko hai jaana
chun-chun mai mahal banaya log kahen ghar mera
na ghar tera na ghar mera chiDiya rain-basera
mat lalchana dil na lagana har ka gun gana
duniya ek musafir-kHana hai pyare na man aTkana
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.