akhrawati - ghaT parman hai sab ke manhin
ghaT parmān hai sab ke māñhīñ
hai ghaT meñ ghaT kī sudhi nāhīñ
nikaT rahai nāhiñ krai bichāra
mirg kastūrī DhūḌhai ban jhāḌā
janam anekan gaye nirāsī
thit pāvai nahi miTai chaurāsī
kirtam ko sabhin sat maanā
satt sabd kā maram na jaanā
jab lag saar sabd nahi bujhaī
chaurāsī kaise ke taja.ī
satgurū milāiñ to sansā jaa.ī
bin satgurū nahi karam nasā.ī
kaal phāñs sat sabd se kaT.ī
nis bāsar jo nāmai raT.ī
ghaT parman hai sab ke manhin
hai ghaT mein ghaT ki sudhi nahin
nikaT rahai nahin krai bichaara
mirg kasturi DhuDhai ban jhaDa
janam anekan gaye nirasi
thit pawai nahi miTai chaurasi
kirtam ko sabhin sat mana
satt sabd ka maram na jaana
jab lag sar sabd nahi bujhai
chaurasi kaise ke tajai
satguru milain to sansa jai
bin satguru nahi karam nasai
kal phans sat sabd se kaTi
nis basar jo namai raTi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.