aisoñ kā darshan nahi lījaiy charchā bāt-goshTi nahi kījai
unkā sañg karai jo koī vimukh nigurā nīndak hoī
guru doshī kī gati mati gā.ūñ apne man hiiñ kuuñ samjhā.ūñ
unkī chaurāsī nahi chhūTai kaal jaal yam jorā lūTai
phir phir yonī sankaT aaveñ garbhvās meñ bahu dukh pāvai
jag meñ paat bagūla jaise jīvat prem nishāchar aise
man mailā tanu sadā udāsī gal meñ Dñbh kapaT kī phāñsī
'sahjo' tinte dōrhi bhājai naam let mam rasnā lājai
aison ka darshan nahi lijaiy charcha baat-goshTi nahi kijai
unka sang karai jo koi wimukh nigura nindak hoi
guru doshi ki gati mati gaun apne man hin kun samjhaun
unki chaurasi nahi chhuTai kal jal yam jora luTai
phir phir yoni sankaT aawen garbhwas mein bahu dukh pawai
jag mein pat bagula jaise jiwat prem nishachar aise
man maila tanu sada udasi gal mein Dnbh kapaT ki phansi
'sahjo' tinte doorhi bhajai nam let mam rasna lajai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.