Sufinama

ali ki shahadat

Muhkam Dakni

ali ki shahadat

Muhkam Dakni

MORE BYMuhkam Dakni

    jahāñ tak haiñge vahā ke rahne haare

    vo mere vāste rove-ge saare

    sidhāro ghar ko ai sardār-e-ummat

    tumhāre se maiñ ab hotā ruḳhsat

    hasan rone lage mal haat se haat

    kahe baabā chalūñgā maiñ bhī ab saat

    alī bole ke levo ab raah ghar

    na aa.iyo tum qasam hai mere sar

    sidhāro tum to ghar ko mere dildār

    kiyā maiñ ne tumheñ is ghar muḳhtār

    jahan tak hainge waha ke rahne haare

    wo mere waste rowe-ge sare

    sidhaaro ghar ko ai sardar-e-ummat

    tumhaare se main ab hota ruKHsat

    hasan rone lage mal hat se hat

    kahe baba chalunga main bhi ab sat

    ali bole ke lewo ab rah ghar ki

    na aaiyo tum qasam hai mere sar ki

    sidhaaro tum to ghar ko mere dildar

    kiya main ne tumhein is ghar ka muKHtar

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now