dil kī gaaTh kholo yaaro naam bolo
koī na.ī aave saat muñDe kaa.e kū kare baat
jorū larke mā-bāp sab pasāre haat
hattī ghoḌe pālakh mainā nahīñ aave saat
do din kā bāzār yaaro kaa.e kū kartā baat
jhūTī kaayā jhūTī maayā jhūTā sab din-rāt
'janārdan' bole bhaa.ī koī nahīñ aave saat
dil ki gaTh kholo yaro nam bolo
koi nai aawe sat munDe kae ku kare baat
joru larke ma-bap sab pasare hat
hatti ghoDe palakh maina nahin aawe sat
do din ka bazar yaro kae ku karta baat
jhuTi kaya jhuTi maya jhuTa sab din-raat
'janardan' bole bhai koi nahin aawe sat
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.