Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

hin din jat mori panDhri ke raya

Namdev

hin din jat mori panDhri ke raya

Namdev

MORE BYNamdev

    hiin diin jaat morī pañDhrī ke raayā

    aisā tum ne naama darjī kāykū banāyā

    Taal binā leke maamā de.ul meñ gayā

    puujā karte bahan unne bāhar Dhakāyā

    de.ul ke pīchhe naama allarv pukāre

    jidar-jidar naama udar de.ul phīre

    naanā varn gvā unkā ek varn duudh

    tum kahā ke bahān ham kahā ke suud

    man mero suī tan mero dhāga

    khechar-jī ke charan par naama siñpī laagā

    hin din jat mori panDhri ke raya

    aisa tum ne nama darji kayku banaya

    Tal bina leke mama deul mein gaya

    puja karte bahan unne bahar Dhakaya

    deul ke pichhe nama allarw pukare

    jidar-jidar nama udar deul hi phire

    nana warn gwa unka ek warn dudh

    tum kaha ke bahan hum kaha ke sud

    man mero sui tan mero dhaga

    khechar-ji ke charan par nama sinpi laga

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now