Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

gaagar bhar ke sakhiyaa.n laa.ii.n

Khalil Safipuri

gaagar bhar ke sakhiyaa.n laa.ii.n

Khalil Safipuri

MORE BYKhalil Safipuri

    gaagar bhar ke sakhiyaa.n laa.ii.n

    hafiiz piyaa ke duvaare re

    ko.uu ra.ngiilii ko.uu chhabiilii ko.uu bha.ii matvaarii re

    aisii par tan-man vaaruu.n jo palchhin ra.ng Daare re

    saa.nvarii suurat miiThii batiyaa.n mohnii muurat morii gu.iyaa.n

    'KHaliil' piyaa aisii suurat dekhii khul ga.e bhaag hamaare re

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now