gaagar phir panihaaran laa.ii
gaagar phir panihaaran laa.ii
ye gaagar haq hai haq kii banaa.ii
ek jaam mansuur ne paayaa
khul ga.ii un kaa KHudaa.ii
miT gvaa sab man kaa dhokaa
aisii baat guruu ne bataa.ii
jab sab 'KHaadim' safii ho aa.e
suurat muurat sab kii man bhaa.ii
gaagar phir panihaaran laa.ii
ye gaagar haq hai haq kii banaa.ii
ek jaam mansuur ne paayaa
khul ga.ii un kaa KHudaa.ii
miT gvaa sab man kaa dhokaa
aisii baat guruu ne bataa.ii
jab sab 'KHaadim' safii ho aa.e
suurat muurat sab kii man bhaa.ii
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.