bhale joga.ii morii gahle bahiyaa.n
bhale joga.ii morii gahle bahiyaa.n
sudh budh hamrii badal ga.ii sagarii
dekhat hii vaakii parchaiyaa.n
kaa ham hii vaake haath bikaanii
cherii bha.ii hamrii sab gu.iyaa.n
rahat sahat vah kaahuu ke ghar naa
jab so baso more hiye ke Thaiyaa.n
piit karat hai 'turaab' vahii sa.ng
kirpaa jaapar karat hai gusaiyaa.n
bhale joga.ii morii gahle bahiyaa.n
sudh budh hamrii badal ga.ii sagarii
dekhat hii vaakii parchaiyaa.n
kaa ham hii vaake haath bikaanii
cherii bha.ii hamrii sab gu.iyaa.n
rahat sahat vah kaahuu ke ghar naa
jab so baso more hiye ke Thaiyaa.n
piit karat hai 'turaab' vahii sa.ng
kirpaa jaapar karat hai gusaiyaa.n
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.