Font by Mehr Nastaliq Web

joban moraa Dhalne laage

Hilm Aaghai Abulolai

joban moraa Dhalne laage

Hilm Aaghai Abulolai

MORE BYHilm Aaghai Abulolai

    joban moraa Dhalne laage

    kyaa re karuu.n karman bhaag na jaage

    kaho rii sakhii vo guru jii baalam

    kyaa kyaa kahaa thaa sab ke aage

    lagan lagaa kar laaj ga.nvaa kar

    'hilm' kii vo parchhaa.ii.n se bhaage

    joban moraa Dhalne laage

    kyaa re karuu.n karman bhaag na jaage

    kaho rii sakhii vo guru jii baalam

    kyaa kyaa kahaa thaa sab ke aage

    lagan lagaa kar laaj ga.nvaa kar

    'hilm' kii vo parchhaa.ii.n se bhaage

    Source :
    • Book : Peet Ki Reet (Pg. 80)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now