shaam sundar dekhaa na palaT ke
shaam sundar dekhaa na palaT ke
bahut mai.n horii khelii re
sab sakhiyaa.n hai.n ra.ng ra.ngiilii
mai.n huu.n ab lag mailii re
sab ne chaahaa thaa so paayaa
rah ga.ii 'hilm' akelii re
shaam sundar dekhaa na palaT ke
bahut mai.n horii khelii re
sab sakhiyaa.n hai.n ra.ng ra.ngiilii
mai.n huu.n ab lag mailii re
sab ne chaahaa thaa so paayaa
rah ga.ii 'hilm' akelii re
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.