Font by Mehr Nastaliq Web

gaa.o rii sakhiyaa.n anand-bad.haavaa

Hilm Aaghai Abulolai

gaa.o rii sakhiyaa.n anand-bad.haavaa

Hilm Aaghai Abulolai

MORE BYHilm Aaghai Abulolai

    gaa.o rii sakhiyaa.n anand-bad.haavaa

    saajan binaa mohe kachhuu naa suhaavaa

    hiiraa jo duu.ngii motii jo duu.ngii

    laalan se jo aajho milaavaa

    chaar divaalii me.n phaa.ns ke naahak

    'hilm' ko aaTh aaTh aa.nsuu rulaavaa

    gaa.o rii sakhiyaa.n anand-bad.haavaa

    saajan binaa mohe kachhuu naa suhaavaa

    hiiraa jo duu.ngii motii jo duu.ngii

    laalan se jo aajho milaavaa

    chaar divaalii me.n phaa.ns ke naahak

    'hilm' ko aaTh aaTh aa.nsuu rulaavaa

    Source :
    • Book : Peet Ki Reet (Pg. 103)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now