jis din se ye nehaa aayaa
jis din se ye nehaa aayaa
tan-man saaraa KHaak banaayaa
nehaa to naahii.n ghun hai logo
bhiitar bhiitar sab kuchh khaayaa
'hilm' mai.n jaanuu.n isii ke kaaran
duniyaa me.n rab mohe laayaa
jis din se ye nehaa aayaa
tan-man saaraa KHaak banaayaa
nehaa to naahii.n ghun hai logo
bhiitar bhiitar sab kuchh khaayaa
'hilm' mai.n jaanuu.n isii ke kaaran
duniyaa me.n rab mohe laayaa
- Book : Peet Ki Reet (Pg. 54)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.