piyaa milan kaa shuguun hai rii maa.n
piyaa milan kaa shuguun hai rii maa.n
a.ngiyaa ke band karkan laage
batiyaa.n jalaa.o sej sa.nvaaro
bhaag hamaare aajho jaage
uu.nche cha.Dh kar dekhuu.ngii 'hilm'
kaun aataa hai sab se aage
piyaa milan kaa shuguun hai rii maa.n
a.ngiyaa ke band karkan laage
batiyaa.n jalaa.o sej sa.nvaaro
bhaag hamaare aajho jaage
uu.nche cha.Dh kar dekhuu.ngii 'hilm'
kaun aataa hai sab se aage
- Book : Peet Ki Reet (Pg. 55)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.