morii chundarii bhigaa diino re
morii chundarii bhigaa diino re
sayyaa.n naa maan ke
kaa mukh le kar ab ghar jaa.uu.n
dhabbaa lagaa diino re
sayyaa.n naa maan ke
'hilm' jo sagro kuTumvaa dekhe
kaune biThaa diino re
sayyaa.n naa maan ke
morii chundarii bhigaa diino re
sayyaa.n naa maan ke
kaa mukh le kar ab ghar jaa.uu.n
dhabbaa lagaa diino re
sayyaa.n naa maan ke
'hilm' jo sagro kuTumvaa dekhe
kaune biThaa diino re
sayyaa.n naa maan ke
- Book : Peet Ki Reet (Pg. 57)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.