aankhon ki aarzu juda dal ka alag payam hai
āñkhoñ kī aarzū judā dil kā alag payām hai
lazzat-e-dard bāñtiye gam abhī tishna kaam hai
rif.at-e-bandagī na kho sajdoñ kā ik maqām hai
but-kadā-e-havas kā ab ka.aba-e-ishq naam hai
vaqt kā aasrā ġhalat kāvish īñ-o-āñ ġhalat
jur.at-e-ishq chāhiye aage ḳhudā kā naam hai
aankhon ki aarzu juda dil ka alag payam hai
lazzat-e-dard bantiye gam abhi tishna kaam hai
rifat-e-bandagi na kho sajdon ka ek maqam hai
but-kada-e-hawas ka ab kaba-e-ishq nam hai
waqt ka aasra ghalat kawish in-o-an ghalat
jurat-e-ishq chahiye aage KHuda ka nam hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.