ab to jine ka koi sahaara nahi
ab to jiine kā koī sahārā nahii.
vo hamāre nahii. dil hamārā nahii.
umr bhar us ko apnā hī samjhā kiyā
log kahte rahe vo hamārā nahii.
terī furqat meñ marnā gavārā to hai
terī furqat meñ jiinā gavārā nahii.
kaaT hī leñge ye ġham kī rāteñ bhī ham
ai ajal terā ehsāñ gavārā nahii.
ab to jine ka koi sahaara nahi
wo hamare nahi dil hamara nahi
umr bhar us ko apna hi samjha kiya
log kahte rahe wo hamara nahi
teri furqat mein marna gawara to hai
teri furqat mein jina gawara nahi
kaT hi lenge ye gham ki raaten bhi hum
ai ajal tera ehsan gawara nahi
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.X (Pg. 201)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.