parakhne wale hain ahl-e-nazar hi jo har dil ke
parakhne vaale haiñ ahl-e-nazar hī jo har dil ke
jinheñ matlūb hai lailā vo kab tālib haiñ mahmil ke
tumhārī yaad mūnis hai tumhārā zikr hamdam hai
yahī donoñ anīs-e-bekasī furqat meñ haiñ dil ke
parakhne wale hain ahl-e-nazar hi jo har dil ke
jinhen matlub hai laila wo kab talib hain mahmil ke
tumhaari yaad munis hai tumhaara zikr hamdam hai
yahi donon anis-e-bekasi furqat mein hain dil ke
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.