aaina-e-jamal-e-ilahi hai un ka ruKH
Interesting Fact
حضرت شاہ نیاز احمد بریلوی کے معروف کلام کا منظوم ترجمہ
ai dil ba-gīr dāman-e-sultān-e-auliyā
ya.anī husain ibn-e-alī jān-e-auliyā
zauqe digar ba-jām-e-shahādat azū rasīd
shauqe digar ba-mastī-e-irfān-e-auliyā
ik zauq un se jām-e-shahādat meñ āgayā
qāyam hai un se mastī-e-irfān-e-auliyā
ā.īna-e-jamāl-e-ilāhīst sūratash
zaañ rū shudast qibla-e-imman-e-auliyā
ā.īna-e-jamāl-e-ilāhī hai un kā ruḳh
hai is liye vo qibla-e-īmān-e-auliyā
chuuñ sāhib-e-maqām-e-nabī-o-'alīst uu
ham faḳhr-e-auliya shud-o-ham shān-e-auliyā
jab sāhib-e-maqām-e-nabī-o-'alī haiñ vo
phir faḳhr-e-auliya bhī vahī shān-e-auliyā
tā kard sarf-e-haq sar-e-sāmān-e-hastiyash
goī sabaq-rubūda ze-maidān-e-auliyā
rāh-e-ḳhudā meñ jaan luTā kar ke be-gumāñ
qāyam haiñ aap aqdam-e-maidān-e-auliyā
āīna-e-jamāl-e-ilāhī hai un kā ruḳh
hai is liye vo qibla-e-īmān-e-auliyā
chuuñ sāhib-e-maqām-e-nabī-o-'alīst uu
ham faḳhr-e-auliya shud-o-ham shān-e-auliyā
jab sāhib-e-maqām-e-nabī-o-'alī haiñ vo
phir faḳhr-e-auliya bhī vahī shān-e-auliyā
tā kard sarf-e-haq sar-e-sāmān-e-hastīyash
goī sabaq-rubūda ze-maidān-e-auliyā
rāh-e-ḳhudā meñ jaan luTā kar ke be-gumāñ
qāyam haiñ aap aqdam-e-maidān-e-auliyā
rū-e-nikosh matlā-e-sub.h-e-sa.ādatast
sīmā-e-ust shama-e’-shabistān-e-auliyā
matl.a hai un kā chehra sa.ādat kī sub.h kā
peshānī un kī shama-e’-shabistān-e-auliyā
dārad ‘niyāz’ hashr-e-ḳhud ummīd ba-husain
bā auliyāst hashr muhibbān-e-auliyā
hai bā husain hashr kī ummīd ai 'niyāz'
hai auliyā meñ hashr muhibbān-e-auliyā
ai dil ba-gir daman-e-sultan-e-auliya
yani husain ibn-e-ali jaan-e-auliya
zauqe digar ba-jam-e-shahadat azu rasid
shauqe digar ba-masti-e-irfan-e-auliya
ek zauq un se jam-e-shahadat mein aagaya
qayam hai un se masti-e-irfan-e-auliya
aaina-e-jamal-e-ilahist suratash
zan ru shudast qibla-e-imman-e-auliya
aaina-e-jamal-e-ilahi hai un ka ruKH
hai is liye wo qibla-e-iman-e-auliya
chun sahib-e-maqam-e-nabi-o-'alist u
hum faKHr-e-auliya shud-o-ham shan-e-auliya
jab sahib-e-maqam-e-nabi-o-'ali hain wo
phir faKHr-e-auliya bhi wahi shan-e-auliya
ta kard sarf-e-haq sar-e-saman-e-hastiyash
goi sabaq-rubuda ze-maidan-e-auliya
rah-e-KHuda mein jaan luTa kar ke be-guman
qayam hain aap aqdam-e-maidan-e-auliya
aaina-e-jamal-e-ilahi hai un ka ruKH
hai is liye wo qibla-e-iman-e-auliya
chun sahib-e-maqam-e-nabi-o-'alist u
hum faKHr-e-auliya shud-o-ham shan-e-auliya
jab sahib-e-maqam-e-nabi-o-'ali hain wo
phir faKHr-e-auliya bhi wahi shan-e-auliya
ta kard sarf-e-haq sar-e-saman-e-hastiyash
goi sabaq-rubuda ze-maidan-e-auliya
rah-e-KHuda mein jaan luTa kar ke be-guman
qayam hain aap aqdam-e-maidan-e-auliya
ru-e-nikosh matla-e-subh-e-saadatast
sima-e-ust shama-e’-shabistan-e-auliya
matla hai un ka chehra saadat ki subh ka
peshani un ki shama-e’-shabistan-e-auliya
darad ‘niyaz’ hashr-e-KHud ummid ba-husain
ba auliyast hashr muhibban-e-auliya
hai ba husain hashr ki ummid ai 'niyaz'
hai auliya mein hashr muhibban-e-auliya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.