ab na dil manus hai humse na KHush hain dil se hum
ab na dil mānūs hai ham se na ḳhush haiñ dil se ham
ye kahāñ kā rog le aa.e tirī mahfil se ham
dekhiye is ḳhāna vīrānī kā kyā anjām ho
apnī duniyā le ke nikle haiñ kisī ke dil se ham
ab na dil manus hai hum se na KHush hain dil se hum
ye kahan ka rog le aae teri mahfil se hum
dekhiye is KHana virani ka kya anjam ho
apni duniya le ke nikle hain kisi ke dil se hum
- Book : Tazkira Shora-e-Warsia (Pg. 147)
- Publication : Fine Books Printers (1993)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.