rang kya kya na zamane ko badalte dekha
rañg kyā kyā na zamāne ko badalte dekhā
magar armān kisī kā na nikalte dekhā
chashm-e-maḳhmūr se niklī jo tirī nīchī nazar
ham ne mai-ḳhāne se zāhid ko nikalte dekhā
zindagī kis kī sivā us ke kaTī jal jal kar
ham ne jab sham.a ko dekhā to pighalte dekhā
rang kya kya na zamane ko badalte dekha
magar arman kisi ka na nikalte dekha
chashm-e-maKHmur se nikli jo teri nichi nazar
hum ne mai-KHane se zahid ko nikalte dekha
zindagi kis ki siwa us ke kaTi jal jal kar
hum ne jab shama ko dekha to pighalte dekha
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.II (Pg. 320)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.