zulf-o-ariz par tabiat be-qarar aane ko thi
zulf-o-āriz par tabī.at be-qarār aane ko thī
ek din ye gardish-e-lail-o-nahār aane ko thī
kab chaman se daam meñ sayyād ke ham phañs ga.e
jab ḳhizāñ jaane ko thī fasl-e-bahār aane ko thī
hashr meñ ahkām-e-taslīm-o-razā yaad ā.gaye
varna dil meñ bahs-e-jabr-o-iḳhtiyār aane ko thī
zulf-o-ariz par tabiat be-qarar aane ko thi
ek din ye gardish-e-lail-o-nahaar aane ko thi
kab chaman se dam mein sayyaad ke hum phans gae
jab KHizan jaane ko thi fasl-e-bahaar aane ko thi
hashr mein ahkaam-e-taslim-o-raza yaad aagaye
warna dil mein bahs-e-jabr-o-iKHtiyar aane ko thi
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.II (Pg. 320)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.