sab kuchh hai aur kuchh nahi saman tere baghair
sab kuchh hai aur kuchh nahii. sāmāñ tire baġhair
duniyā hai ek ḳhvāb-e-pareshāñ tire baġhair
mushkil nahīñ hai koī bhī hote hue tire
mushkil nahīñ hai koī bhī āsāñ tire baġhair
jiinā hī kuchh muhāl na thā tere hijr meñ
marnā bhī apnā ab nahii. āsāñ tire baġhair
sab kuchh hai aur kuchh nahi saman tere baghair
duniya hai ek KHwab-e-pareshan tere baghair
mushkil nahin hai koi bhi hote hue tere
mushkil nahin hai koi bhi aasan tere baghair
jina hi kuchh muhaal na tha tere hijr mein
marna bhi apna ab nahi aasan tere baghair
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.V (Pg. 47)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.