yun to tamam raat taDapte kaTi magar
yuuñ to tamām raat taḌapte kaTī magar
guzrī jo dil pe vaqt-e-sahar kuchh na pūchhiye
nazāra mast mast fāzā-e-kā.enāt mast
mastī bharī nazar kā asar kuchh na pūchhiye
vahshī ko jaise pursish-e-ahvāl se hai zid
kah degā saarā haal agar kuchh na pūchhiye
yun to tamam raat taDapte kaTi magar
guzri jo dil pe waqt-e-sahar kuchh na pūchhiye
nazara mast mast faza-e-kaenat mast
masti bhari nazar ka asar kuchh na pūchhiye
wahshi ko jaise pursish-e-ahwal se hai zid
kah dega sara haal agar kuchh na pūchhiye
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.V (Pg. 48)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.