jhalak dikha ke us aaina-e-sarapa ne
jhalak dikhā ke us ā.īna-e-sarāpā ne
banā diye haiñ do-ālam ke hosh be-gāne
tire karam ne hameñ kar diyā hai mustaġhnī
kisī ke sāmne kyuuñ jaa.eñ haath phailāne
jhalak dikha ke us aaina-e-sarapa ne
bana diye hain do-alam ke hosh be-gane
tere karam ne hamein kar diya hai mustaghni
kisi ke samne kyun jaen hath phailane
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.IX (Pg. 25)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.