tum yaad bhi rakhoge sitam bhi na karoge
tum yaad bhī rakhoge sitam bhī na karoge
is kā bhī yaqīñ hai mujhe us kā bhī yaqīñ hai
maut aake ḳhatm kar nahīñ saktī hai zindagī
afsāna-e-hayāt haiñ unvāñ nahii. haiñ ham
har ik nafs pe 'abr' gurezāñ hai zindagī
us par bhī zindagī se gurezāñ nahii. haiñ ham
tum yaad bhi rakhoge sitam bhi na karoge
is ka bhi yaqin hai mujhe us ka bhi yaqin hai
maut aake KHatm kar nahin sakti hai zindagi
afsana-e-hayat hain unwan nahi hain hum
har ek nafs pe 'abr' gurezan hai zindagi
us par bhi zindagi se gurezan nahi hain hum
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.I (Pg. 22)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.