dil ki aarzu ki thi dard-e-la-dawa paya
dil kī aarzū kī thī dard-e-lā-davā paayā
kyā savāl thā merā aur kyā javāb un kā
ishq kī latāfat ko ḳhāk-e-tūr kyā jaane
mujh par thī nazar un kī mujh se thā ḳhitāb un kā
ālam-e-tamannā hai ḳhvāb kā sā ik aalam
shauq-e-nā-tamām apnā ishva-e-kāmiyāb un kā
dil ki aarzu ki thi dard-e-la-dawa paya
kya sawal tha mera aur kya jawab un ka
ishq ki latafat ko KHak-e-tur kya jaane
mujh par thi nazar un ki mujh se tha KHitab un ka
aalam-e-tamanna hai KHwab ka sa ek aalam
shauq-e-na-tamam apna ishwa-e-kaamiyab un ka
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.X (Pg. 25)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.