maine kab chaha tha ruswai ke saman ho gae
maiñ ne kab chāhā thā rusvā.ī ke sāmāñ ho ga.e
un ke jalve merī hastī meñ numāyāñ ho ga.e
is takalluf se milāyā saaz mutrib ke nisār
dil ke sab kāñTe gulistāñ-dar-gulistāñ ho ga.e
dil se thā hañgāma-e-hastī ab 'aḳhtar' dil kahāñ
saaz idhar Thahrā udhar naġhme pareshāñ ho ga.e
main ne kab chaha tha ruswai ke saman ho gae
un ke jalwe meri hasti mein numayan ho gae
is takalluf se milaya saz mutrib ke nisar
dil ke sab kanTe gulistan-dar-gulistan ho gae
dil se tha hangama-e-hasti ab 'aKHtar' dil kahan
saz idhar Thahra udhar naghme pareshan ho gae
- Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.X (Pg. 26)
- Author : Irfan Abbasi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.