Font by Mehr Nastaliq Web
Sufinama

main qail hun us safai ka

Akhtar Naginvi

main qail hun us safai ka

Akhtar Naginvi

MORE BYAkhtar Naginvi

    maiñ qaa.il huuñ us safā.ī

    dil liyā tum ne ik ḳhudā.ī

    zāhid sharāb-e-nāb se is darja ijtināb

    kambaḳht to dekh ye kuchh bad-maza nahii.

    bar-vaqt chheḌ chheḌ ke ai dil ye kyā kiyā

    us sho.ala-rū ko aur bhī sho.ala banā diyā

    main qail hun us safai ka

    dil liya tum ne ek KHudai ka

    zahid sharab-e-nab se is darja ijtinab

    kambaKHt pi to dekh ye kuchh bad-maza nahi

    bar-waqt chheD chheD ke ai dil ye kya kiya

    us shoala-ru ko aur bhi shoala bana diya

    Source :
    • Book : Tazkira-e-shora-e-Uttar Pradesh Voll.X (Pg. 35)
    • Author : Irfan Abbasi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now