zahe qismat pasand-e-KHatir-e-mushkil pasand aaya
zahe qismat pasand-e-KHatir-e-mushkil pasand aaya
Ashfaque Hussain Marharvi
MORE BYAshfaque Hussain Marharvi
zahe qismat pasand-e-ḳhātir-e-mushkil pasand aayā
azal se chhāñT kar laa.e the ham jo dil pasand aayā
nikal kar aañkh se aañsū ruke haiñ nok-e-mizhgāñ par
ki laḌkoñ ko tamāshā-e-lab-e-sāhil pasand aayā
huī hai teġh kund us kī ba-qaul-e-hazrat-e-'ġhālib'
tamāshā-e-ba-ḳhūñ ġhaltīdan-e-bismil pasand aayā
zahe qismat pasand-e-KHatir-e-mushkil pasand aaya
azal se chhanT kar lae the hum jo dil pasand aaya
nikal kar aankh se aansu ruke hain nok-e-mizhgan par
ki laDkon ko tamasha-e-lab-e-sahil pasand aaya
hui hai tegh kund us ki ba-qaul-e-hazrat-e-'ghaalib'
tamasha-e-ba-KHun ghaltidan-e-bismil pasand aaya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.