wabasta rah chuke hain jo dil zulf-e-yar ke
wabasta rah chuke hain jo dil zulf-e-yar ke
Ashfaque Hussain Marharvi
MORE BYAshfaque Hussain Marharvi
vābasta rah chuke haiñ jo dil zulf-e-yār ke
pāband haiñ vo aaj ġham-e-rozgār ke
jo apne ’izz-e-nafs ko pahchānte nahīñ
rahte haiñ fikr meñ vahī jhūTe vaqār ke
bulbul ko āshnā-e-junūñ kar diyā zakī
sadqe guloñ ke pairahan-e-tār-tār ke
wabasta rah chuke hain jo dil zulf-e-yar ke
paband hain wo aaj gham-e-rozgar ke
jo apne ’izz-e-nafs ko pahchante nahin
rahte hain fikr mein wahi jhuTe waqar ke
bulbul ko aashna-e-junun kar diya zaki
sadqe gulon ke pairahan-e-tar-tar ke
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.